Na hai yeh pana Na Khona hi hai Tera Na hona jane Kyun hona hi hai
Tum se hi din hota hai Surmaiye shaam aati Tumse hi tumse hi
Har ghari saans aati hai Zindagi kehlati hai Tumse hi tumse hi
Na hai yeh pana Na Khona hi hai Tera Na hona jane Kyun hona hi hai
Aankhon mein ankhen teri Bahoon mein baahein teri Mera na mujh mein kuch raha hua kya Baaton mein baatein teri Raatein saugatein teri Kyun tera sab yeh ho gaya hua kya Mein kahin bhi jata hoon Tumse hi mil jata hoon Tumse hi tumse hi
Shoor mein khamoshi hai Thodi se Behoshi hai Tum se hi tum se hi
Aadha sa wada kabhi Aadhe se zayada kabhi Jee chahe karlu is trah wafa ka Chode na chote kabhi Tode na tute kabhi Jo dhaga tumse jud gaya wafa ka
Mein Tera sarmaya hoon Jo bhi mein ban paya hoon Tumse hi tumse hi Raste miljate hai Manzile miljati hai Tumse hi tumse hi
Na hai yeh pana Na Khona hi hai Tera Na hona jane Kyun hona hi hai
Trimite mesajÎnapoiNu poți trimite un mesaj fără conținut!Nu este permisă folosirea de cod HTML in mesaje.Mesajul nu a fost trimis din motive de securitate. Va rugam sa ne contactati prin email pe adresa office@sunphoto.roMesajul nu a fost trimis din motive de posibil spam. Va rugam sa ne contactati prin email pe adresa office@sunphoto.roMesajul nu a fost trimis din motive de posibil spam. Ati trimis prea multe mesaje in ultimul timp.A apărut o eroare în timpul trimiterii mesajului. Vă rog încercați din nou.Mesajul a fost trimis.
ador personajele divya si amar